Kunci Gitar Anuv Jain - Alag Aasmaan Chord Dasar

Chord gitar Anuv Jain - Alag Aasmaan oleh Anuv Jain — kunci dasar lengkap dengan lirik, dilengkapi transpose dan autoscroll untuk latihan.

Transpose 0
Autoscroll
C F G Em E7 Am Am7

C                 F
Nayi nahi hain yeh baatein wahi
C                    G
Phir is modh par hum milein hain
C                   F
Na jaane ab milenge hum kabhi
C                  G
Toh ruk jao ik pal yahan pe


C                    F
Yeh narm chadaron ki silvatein
C               G
Tujhe abhi bula rahin hain
C                  F
Na jao duur insein yeh kahein
    C                   G
Yeh sukoon kahan pe hai hasil?


       F            G
Dil ko mere yeh hai pata
         E7        Am7  C
Ke milon ka yeh faasla hai
        F                G
Alag Aasmaan bhi hai toh kya?
           C        G
Yeh dil na manay


C                    F
Yeh gaadiyon ki aisi daudh sa
C                 G
Tera bhi dil daudhta hai
C                  F
Ha ja rahe ho duur tum toh kya?
C                  G
Main hi toh dil ka musafir


            F             G
Toh ik baar phir tu haske zara
     E7        Am7      C
Dekh le meri in aankhon mein
                   F           G
Main kaid kar loon har woh pal tera
         C
Teri yeh baatein
   G
Jo hain


        F           G       C
Toh aur kya hai yeh baatein bata?
        F
Kyun ab din bhi dhalta
C            G
nahin yeh na ho toh?


F F C C
F F G G


F           G
Tum udhe ja rahe
                 E7
Yeh aasmaan mein khidkiyon
           C
se dekh tu pahadon ko
        G      F
yoon chote se lagay
          G          C       E7
Hai kitne bade jo ho samne   Hey


F           G
Durr jo hai khade
            E7
Unhe bhi ye humari zindagi
          C
yoon titliyon si choti
G           F
choti si lage
          G
Hai kitni badi nahi
    C      E7
jaante     Hey


F           G
Khaali ghar tera
         E7          C
Yeh chabiyon ki goonj aise
           F              G
Tujhe dara rahi, tu darna nahi
          C           G
Main hoon yahin par


F         G
Ab Alag Aasmaan hai
         E7           C
Aur hai zameen bhi kuch alag si
       G      F
Par miloge jab kabhi,
          G
toh dekhna tabhi
               C        G
Main kuch alag nahi


F G C G
F G C

Chord Lain dari Anuv Jain